Bhala sa naam hai uss ka ..ussay kya kehtay hain Zaahid?!?!
Surahee mein jo dalti hai , peymanay mein jo hoti hai ?!?!
Re: Kya naam hai uss ka ?!?!
naqli Momo
Re: Kya naam hai uss ka ?!?!
naqli Momo
Dou number tou chalta hai yahan
Re: Kya naam hai uss ka ?!?!
suraaHee yaad aa gaii…yeh gaanaa bhii yaad aa gayaa:
suraaHee_daar gardan, koyal kii hai aawaaz
terii har ek baat pe mujhko hai baRaa naaz
btw, do you know what a suraaHii is? have you seen one in real life? ![]()