Kya Mila Tumhe

Kya mila tumko dil jalaane mein meri duniya ko yun mitaane mein,

Ek din ta jab tum paraye teh aankhon se dil mein fir samaye the,

Jab mohabbat nahin nibhani ti kyoon mere saath saath aaye teh?

Jaan leli hai aazmaane mein kya mila tumko dil jalaane mein??

Jaate jaate yeh kya kar diya tumne dard hi dard de diya tumne,

Us par kehte ho ke zinda rehna hai, kaisa yeh waada le liya tumne,

Mein hoon be bass ise nibhaane mein kya mila tumko dil jalaane mein.

One of my favs.

Hmmm......

Re: Kya Mila Tumhe

Beautiful…:k::k:

sundar :slight_smile:

Jaan leli hai aazmaane mein kya mila tumko dil jalaane mein??

kafi acha kaha gr8 thanx

ta ta:wave:

thx all

gr888 :)

:-)

^^ thx.