~Kya main sab ka hu Jaun~

**Mujhe rota dehk ker wo ye keh ke chal gaya Dost

rota tu her koi hai kya abb main sab ka hu jaun **


Restored attachments:

2mo5pow.gif

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Yeh bhi theek kaha uss ne.. http://i17.photobucket.com/albums/b81/Aryaan/-lol_zps44e87f66.gif

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

rota chor gaya hai wo annsu tu poch deta :naraz:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Agar woh aapke aansoo ponchney baith jata tau phir sari umr usey yehi kaam karna parta na…
isi liye chal diya woh..http://i17.photobucket.com/albums/b81/Aryaan/-care_zpsa7b05a40.gif

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Mere nahi us ke :smack: main kyun roun gi :barbie:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Allah na kare keh aap kabhi royein.. Muskurati huwi zayada achi lagti hain..http://i1334.photobucket.com/albums/w645/smily80/yes_zps10e89b1c.gif

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

App ne mujhe kab dekha hum mil chukey hain :hmmm:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Jee haan dekha hai main ne aapko.. ab sochiye kahaan..:smiley:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

tu meri her soch main hai
per tu abhi na samjh hai

kya huagaya hai farih :hayaa:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Wah Wah kya khoob kaha hai..http://i17.photobucket.com/albums/b81/Aryaan/thumbsup2.gif
Haan kya ho gaya hai Fariha aapko..http://i17.photobucket.com/albums/b81/Aryaan/wacko.gif

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

main bhi tu wohi keh rahi hun bethey bithaye ek mint main khud se shair o shayri ke rahi hun meri dosri tahkleeq…:sadaf:

Re: ~Kya main sab ka hu Jaun~

Arey khudkushi haraam hai, apni takhleeq jari rakhiye.. main hoon na tareef karne ke liye..http://i1334.photobucket.com/albums/w645/smily80/yes_zps10e89b1c.gif