gesu udhe, mehki fazaa, jaadoo kare aankhe teri
soya hua manzar kahoon ya jaagta sapna kahoon
chanda ki tu hai chandni, lehron ki tu hai raagni
jaan-e-tamanna mein tujhe kya kya kahoon kya na kahoon
**
- Bashir Badr -
![]()

ap kuch na kahiyee lolzz :D
nice choice ! thanks 4 sharing!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
ap kuch na kahiyee lolzz :D
nice choice ! thanks 4 sharing!
[/QUOTE]
**
ab aksar chup-chup se rahe hai, yoon hi kabhi lab khole hai
pehele "Firaq" ko dekha hota ab to bahut kam bole hai**
:) thanks lamhay jee
hay ab kahnay ko rah he kia gaya sallu g sab kuch tu ap ne US se kah dala…
abhi kam bol ray firaaq sahib agar zaid boley tu kia ho
one of am fav shaer :k:
Re: kya kya kahoon…
**thank u **
![]()
bohat khoooooooooob :)
:k:
me too like that sher a lot
aur jab log mujhe kehte hai kitna bolte ho to mein yeh sher kehta hoon ![]()
thanks ![]()
Re: Re: kya kya kahoon…
theek hai theek hai ![]()
p.s. ![]()
many thanks Ummehani jee and Kamoshnigahen jee ![]()
![]()
Re: Re: kya kya kahoon…
![]()
beautiful:k::k: