Sohaib
1
Tazaad-e-jazbaat main yeh naazuk makaam aaya tu kya karo gay
main ro raha hoon tu huns rahay ho, main muskuraya tu kya karo gay
Mujhay tu iss darjah waqt-e-rukhsat sukoon kee talqeen kar rahay ho
Magar kuch apnay liye bhi socha, main yaad aaya tu kya karo gay
Kuch apnay dil pe bhi zakham khao mere lahoo se bahaar kub tuk
Mujhay sahaara bananay waalo, main larkharaya tu kya karo gay
Tumhaaray jalwon ki roshni main nazar ki hairanyan musallam
magar kisi nay nazar ke badlay azmaya tu kya karo gay
abhi tu tanqeed ho rahi hai mere mazaaq-e-junoon pe lekin
tumhaari zulfon ki barhami ka sawaal aaya tu kya karo gay
Abhi tu daaman chura rahay ho , bigar ke qaabil se ja rahay ho
magar kabhi dil ki dharkanon main shareek paya tu kya karo gay
Re: ----- Kya Karo gay -------
very nice :k:
Re: Re: ----- Kya Karo gay -------
chando g kia karna hai chup kar k beth rahin gain phir 
nice one thansk 4 sharing saby sis/bro
Sohaib
4
mentio nnot chand and nikami..
and that is bro :)
wah bhooooooooooot khooooob :k:
i love the last shair :k:
Sohaib
8
thanks nikii and hearthacker :)
Farhina
9
Re: ----- Kya Karo gay -------
waha waha waha … kiya baat hai …
…
thanks for sharing.