Dania
1
Humari teacher lagta hai
hogayee hain.. bhala koi teacher mid term kay test ko re write karnay kay liyah deta hai? 
poora test paper homework main rewrite karnay ko day dia..ab agar koi cheating karay ga tou usko tou muftay main full credits mil jain gay … 
Re: kya kabhi aisa hua hai?
way to go…
Dania
3
Re: kya kabhi aisa hua hai?
waisay cheating karnay ki nobat nahi aasaktee:5: test itna mushkil tha bhi nahi..
yeh kaam tou nikammon ka hai..hum jaisay laiq bachay thori kartay 
Re: kya kabhi aisa hua hai?
tu phir school hi jaana chor du. dunya mein aur bhi itnay imp imp kaam hain 
Dania
5
Re: kya kabhi aisa hua hai?
school jana chorr dia thaa kafi arsa hua..balkay school sey tou nikali gayee thee 
Re: kya kabhi aisa hua hai?
perfect.
you know all those scientests, leaders, etc. etc. were kicked out of school too 
K337
7
Re: kya kabhi aisa hua hai?

Re: kya kabhi aisa hua hai?
cool breeze itnay saray stars!!!
Re: kya kabhi aisa hua hai?
is ur teacher blonde? :p
Re: kya kabhi aisa hua hai?
I need a few more 
Re: kya kabhi aisa hua hai?
me too!
2 Likes
Dania
12
Re: kya kabhi aisa hua hai?
PrinceMS: Yeah she is..why?
K337: kya hua pingu baby? :hugz:
JonyBr
13
Re: kya kabhi aisa hua hai?
This actually tells what kinda student she has 

Dania
14
Re: kya kabhi aisa hua hai?
lolz.. :D
K337
15
Re: kya kabhi aisa hua hai?
:hmmm:haan kya hua
:rotfl:dania aap ko pata hona chahiye ke main dramay baaz hoon:phati:
Re: kya kabhi aisa hua hai?
test leak ho gaya ho ga, is liye usne re write karne ko kaha 
girgit
17
Re: kya kabhi aisa hua hai?
beware! she gonna mark it harder