DaanTooN kay neechay dabbi hay - zoor say - AchaaNchuK :o
So I was BHaaMbooRing this lovely boti - and all of a sudden … ![]()
Mat poochoo kya haal hua ![]()
Abhi tak jalan ho rahi hay zaban main ![]()
Chicken ka sara maza kirrkirra ho gaya ![]()
![]()
DaanTooN kay neechay dabbi hay - zoor say - AchaaNchuK :o
So I was BHaaMbooRing this lovely boti - and all of a sudden … ![]()
Mat poochoo kya haal hua ![]()
Abhi tak jalan ho rahi hay zaban main ![]()
Chicken ka sara maza kirrkirra ho gaya ![]()
![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
My mom always said that happens when you're thinking about lying or about to lie.
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
ji ..
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
Rocky my son - Moms are ALWAYS right
I must have been thinking about something
Qibla Faizy Sahib: Can you elaborate please
![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
hamain jootay paraingay ![]()
bus yoon samajhiay, ke BIJLIYAN si bhagi chali ja rahi theen badan main ![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
Main zaban APNAY zaati daantooN main dabnay ki baat kar raha hooN
![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
mera bhi hojata hai
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
Jab kisi k baray main bura socho to aysa hi hota hay… ![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
ohooo..
ham pata nahi…
kiya samajh rahay thay
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
ohooooo ![]()
PM :whistling
![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
lol
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
dies laughing
bwahahhaahaahahahahahahaaahahahahahahahahahahaahah… now where is danial shah when u need him ![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
oh i know how it feels :( ap ko chicken nay bud'dua na de ho :D
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
enyaa, yar depend karta hay na ke KIYA phansa hay zabaan ke sath ..
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
I spent 10 minutes cleaning the paan from the laptop ![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban...
bhookay :o
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
ab mujy kia pata, khud tou ap logon nay PM k through info exchange ker le![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
it was nothing ![]()
I just PMed him the address of Halal KFC in Toronto :halo:
![]()
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
hamain to kuch income tax , zabt-shuda-paison ka kaha tha pm main? ![]()
sarkaar.. biyaan na change karain.. PHANS jayengay
ye enya bibi hain ..
Re: Kya kabhi aap ki zaban…
PaisooN ko kissi safe jagga par rakhnay kay liyaay kaha thaa ![]()
![]()