Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

hoga kisi deewaar kay saaye may paraa Meer
kya kaam mohabbat say uss aaraam-talab ko…

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!


bahot saHeeH, meraa bhii yehii Haal hai...:(

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

charsi kaddi na marsi :sunnyboy:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

whats ur real name? farhan?

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

:hmmm: apko kaise pata chala

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

pehlay haan ya naa may batain…

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

:nahi:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

?

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

matlab nahi.. apko kis ne kaha?

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

its ok , kisi nay bhi nahi

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

Mai bataon mai bataon :sadiyah: muqa ka naam ?

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

Naam janey ka acha tariqa hai :hoonh:

wese koi nahi bataye ga

khaberdaar jo kisi ney bataya :asa:


Restored attachments:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

ye meer ki hi poetry hai naaa ya kisi or ney likhi hai :cb:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

Aesay mardon ka iss duniya mein guzara nahin :p aesa sirf star plus k mard ker saktey hain :D

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

Kya?!?! Chaddi kabhi na phatsii ?:stuck_out_tongue: for aaram talab :smiley:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

:eek:

Re: Kya kaam muhabbat se ussey?!?!

aaha

maza aa gaya

sahi kaha

“kiya kaam muhabbat se”

wah wah:lajawab:

waise bhi ab kaun is umar mein baraat liye gali gali phire
us bakre ki tarah jise qurbani se pehle galliyon mein phiraaya jata hai