Kya hua jo tumhara saath nahi

*Kya hua jo tumhara saath nahi
Mere hathon main tumhara haath nahi

Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat main zaroori mulaqat nahi

Main sari umar tarsi hon chahat ke liye
Mere naseeb me shayad ye soghat nahi

Iss andaaz se bikhar kar phir simat na sakhi
Mujhe samaitne wala hi koii haath nahi

Jis ki DOSTI peh naz thaa, wo DOST bhi gaya
Kis qarb se kaha AyAz ne koi baat nahi*

Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

Very nice :k:

Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

very nice!

Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

very nice.. :)

Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

bohut nice