kya haal hayn?

kya haal bayan keejyay sub hal hay aina.
aanson se bhara daman zakhmoon se bhara
seena.

is dunya mai ghareebon ko do kam he aatay hayn.
jeenay kay lyay marna marnay kay lyay jeena.

----Kaleem Aajiz.

One of my favourite sher. When my dad used to come home from office and i’d ask him kya haal hayn? he would reply with this sher.


Pyaar Bhi Zindagi Ki Tarah Hota Hay.
Hur Mor Asan Nahin Hota, Hur Mor Pay Khushi Nahin Milti;
Pur Jub Hum Zindagi Ka Saath Nahin Chortay To Pyaar Ka Saath Kyon Chorayn

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by dewana tera:

is dunya mai ghareebon ko do kam he aatay hayn.
jeenay kay lyay marna marnay kay lyay jeena.

----Kaleem Aajiz.

**
[/quote]

nice...


---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~