Kya GHAZAB hai… HIJJAR ke Din Bhi…
Zindagi Mein SHUMAAR hote hein…
Kya GHAZAB hai… HIJJAR ke Din Bhi…
Zindagi Mein SHUMAAR hote hein…
Re: Kya GHAZAB hai…
hakona kher hy :sid:
Re: Kya GHAZAB hai…
hawwwwwwwwwwww ![]()
aray ye meri choice hai bas ![]()
baaki aise aur koi baat nahi
Restored attachments:
Re: Kya GHAZAB hai…
is main haww ki kya baat thi kuna
Re: Kya GHAZAB hai…
hehehehehehehe ![]()
bas aise hi ![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
Kiya hijr ke maah main february se bhi kam din hone chahiye?
Re: Kya GHAZAB hai…
bhaiya ye aap unse poochein jo is pagal pann me mubtla hein ![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
pagalon se pooch kar kon sa tashaffi honi hai
Re: Kya GHAZAB hai…
^ ![]()
kya pata kisi ka chittaron se ilaaj hogaya hoon and ab wo sudhar gaya ho
![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
Good One Hakuna..:k:
Re: Kya GHAZAB hai…
Thank you Sir ![]()
![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
Tou iss kay liey recycle bin banva lain?!?!
Re: Kya GHAZAB hai…
mujhe kya zarurat hai.. jo is pagalpan ka shikaar hein unko kahein naa ![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
Ghazab, hijr aur umr se mujhe yeh she’r yaad aa gayaa:
**
Ghazab kiyaa tere va’de pe ai’tabaar kiyaa
tamaam umr qayaamat kaa intizaar kiyaa!** ![]()
Re: Kya GHAZAB hai…
Bohat Umdah…