Kya bhala mujh ko parakhne ka nateeja nikla
zakhm-e-dil aap ki nazro’N se bhi gehra nikla
torh kar dekh liya aeena-e-dil tuu ne
teri surat ke siwa aur bata kya nikla
tashnagi jamgaee pathar ki tarha honton per
duub kar bhi tere dariya se mein pyaasa nikla
Muzaffar waarsi
muncho
2
Re: Kya bhala mujh ko
tashnagi jamgaee pathar ki tarha honton per
duub kar bhi tere dariya se mein pyaasa nikla
waah!
Re: Kya bhala mujh ko
Long time no c man ! Welcome Back ! Excellent sharing :k:
Re: Kya bhala mujh ko
tashnagi jamgaee pathar ki tarha honton per
duub kar bhi tere dariya se mein pyaasa nikla
zabardast ji!