Diva
1
Mujh ko shikast e dil ka maza yaad aa gaya
tum kyun udaas ho gaey …kya yaad aa gaya!!!
Kehnay ko zindagi thee buhat mukhtasar
Kuch yuun basar hui keh khuda yaad aa gaya
Mangey ab yeh duaa keh ussey bhool jaein hum
Laikin jo woh ba-waqt e duaa yaad aa gaya ?!?!
Herat hai tum ko dekh keh masjid mein aey khumaar!!
Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
Der aind drust aind
Kinzz
3
Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
Hmmm 
tarash
4
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
shukar karein k khuda yaad aa gya
KKF
5
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
maHbooba kaa tashadsdud yaad aa gayaa hogaa! :D
tarash
6

tashaddud with heel wali jooti
KKF
7
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
lol…heel yaa be-heel donoN se bandaa HEEL [hil] jaataa hai! jootii maarte huye na jaane Khawaateen meN itnaa dam Kham kahaN se aa jaataa hai!

Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
Kehnay ko zindagi thee buhat mukhtasar
Kuch yuun basar hui keh khuda yaad aa gaya
yaad to Zindagi Gukzar hai ki Kashaf bhi boht karti hai Khuda ko 
tarash
9
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!

KKF
10
Re: Kya baat ho gaee jo khuda yaad aa gaya?!?!
kia soching? yeh mushaahida “aap beetii” nahiiN hai bal k “jag/par beetii” hai! 