Eik Maasoom Sawal
(Marhoom Faiz Ahmad Faiz ki paakeeza yaad mein kahi gayi nazm)
Kya aisaa ho naheen saktaa keh qaumon ki majaalis mein
Khadaa ho kar kahey insaan keh sun lo! Main bas insaan hoon!
Khudaa ka behtareen makhlooq! Yahi pehchaan hai meri!
Na Eisaai hoon main, naa hoon Yahoodi, nai Musalmaan hoon!
Mera koi naheen mazhab! Mera bas deen hai Sulh e Kul!
Main is duniya mein nafrat ka naheen! Raahat ka saamaan hoon!
Mere haathon se hogi bas hifaazat, roo e duniyaa ki!
Khudaa ke is ataa karda jahaan ka, main nigehbaan hoon!
(Naa tamaam)
Ae khataa posh e maa! Ze maa beguzar! Keh ze maa juz khataa na miguzarad!
Sannan
2
Re: Kya aisaa ho naheen saktaa?
**Remaining Ashar are very nice but i’m not agree with below one
…
**
Khudaa ka behtareen makhlooq! Yahi pehchaan hai meri!
Na Eisaai hoon main, naa hoon Yahoodi, nai Musalmaan hoon!
Re: Kya aisaa ho naheen saktaa?
Me 2.
safiya
4
Re: Kya aisaa ho naheen saktaa?
[quote=lutfullah]
Eik Maasoom Sawal
(Marhoom Faiz Ahmad Faiz ki paakeeza yaad mein kahi gayi nazm)
Kya aisaa ho naheen saktaa keh qaumon ki majaalis mein
Khadaa ho kar kahey insaan keh sun lo! Main bas insaan hoon!
Khudaa ka behtareen makhlooq! Yahi pehchaan hai meri!
Na Eisaai hoon main, naa hoon Yahoodi, nai Musalmaan hoon!
Mera koi naheen mazhab! Mera bas deen hai Sulh e Kul!
Main is duniya mein nafrat ka naheen! Raahat ka saamaan hoon!
Mere haathon se hogi bas hifaazat, roo e duniyaa ki!
Khudaa ke is ataa karda jahaan ka, main nigehbaan hoon!
(Naa tamaam)
Ae khataa posh e maa! Ze maa beguzar! Keh ze maa juz khataa na miguzarad!
[/quote:safiya]
Bilkul Faiz Sahib ki numaindagi! Unhi ka sa khayal aur andaz e bayan.
Re: Kya aisaa ho naheen saktaa?
Nice one !! :k:
Re: Kya aisaa ho naheen saktaa?
very nice :k: