Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Yeh sawaal khawateen k liye hai…

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Emotional? Hell Yeah! :bummer:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

aapko kabhi afsos hota hai iss bat pe?

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Yah :halo: cuz being too sensitive and emotional really comes with a big price 2 pay! :smack:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Nahin hoon…laikin kabhi kabhi sochti hoon ke hona chaiyay :hmmm:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Yes hoon....

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

aisi hi ek thread mard hazrat ke liye bhi kholein

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

G bilkul aur iss ka koi afsos Nhi hai

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

aap khud khol lain :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

kuch ziyada he naheen hain kia :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

aap ko koi itraaz hay kaya :barbie:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

haan jee hay :@:
aap ko bhi hay kia :sannan: Shahanshah-e-Jazbaat :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

mujhe bala kaya itraaaz ho sakta hay badshah-e-angraizi-Jazbaaat :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

aap PA main gaiy thay :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

mera waha kaya kaam :@:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

Haan filhaal kuch zyadah hoon :hinna:
Wasnt like tht before…
But working on changing tht :smiley:

:smilestar: aapko kyon aitraz hai:emmy:

Re: Kya aap malka-e-jazbaat hain?

^ good luck :snooty: