Re: Kuttay
**lol…that’s absolutely TRUE! most dogs don’t like loud screechy screams.
best defense, indeed!!!
vaise, mere gaaoN meN mere ek jaanne waale the jo ek chhoTaa saa DanDaa [Baton] apne paas hamesha rakhte the aur jab un par koi kuttaa charge kartaa aur bhooNktaa huaa aataa to vo**** uske khule se muNh ke andar vo DanDa Daal dete****…vo Ghusse se usii DanDe ko chabaane lagtaa
**