Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
i dunno wat happened
kuch pata hi nahi hota k kia likh raha hoon:bummer:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
i dunno wat happened
kuch pata hi nahi hota k kia likh raha hoon:bummer:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
mera kutta gum ho gaya hai ![]()
kisi nay dekha mera MEENO :halo:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
^
he/she in wit tino ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
![]()
AQ bro, daantay naheen hain bulkay tas’heeh kar daitay hain.
Tau JL sahab, Tashreef-e-amad naheen hota, Tashreef aawari hota hai. Amad Farsi main Anay ko kehtay hain aur yeh Maazi ka seegha hai. Awari fale Awurdan mazaraye say maakhiz hai. Is ka matlab apni Amad ka ailaan hota hai.
Shayad keh utar jaye teri aqal main meri baat
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
BhoNknaY waalaY ko Sadaa yeh hum kar challaY!
**MiyaaN! khush raho, duaa yeh hum kar challaY! **
![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
kidher challay?
wapis aaieye, warna aap ki talash main aap ke peechay kuttay durwa dieye jain gay ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Bhonktay ho jaan-e-jaana
Piaar ka salam laitay jaana
Ham ko wahaN na bhulaana
Aakhri dafa phir Bhonktay jaana ![]()
ps: BHow BHow all … waving… wow what a great BHow na ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
app Dogs ki shaan main ik mehfil-e-mushira he kion nahi rukh laytay
suna hay hay woh bhonkay to Phool jhertay hain
*Yeh bat hay to chalo us ka bhonkna suntay hain *
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
what is Dog :@
ham sufaid dogies ki nahi , balkay desi masoom kutton kay gamm main shareek hain :-( chalo sad face banaoo...
Mushaira ? arrey yeh mushairaa hi to hay, jiss ki wajah say aaj indo-pak main itni ziada abaadi hay :s...
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
yeh kia bat hoye app kutoon main taasub kion phayla raha hain ab sufaid dogs or desi kuttay dono ko shan bashana kam kerna chaeye
mushaira ka zyada abadi say kia tluq samjh nahi aya mujhay
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
mushaira ka zyada abadi say kia tluq samjh nahi aya mujhay
Aaj aik kuttay ko restaurent kay saamanay rotay daikha...
Poocha k bhayya kia baat hay q itni bay dardi say ansooN ko zaya kar rahay ho ?
uss nay ishaara kia ander... ander aik mem kay sath aik sufaid kutta tha... poori table khanay say saji howi thi...itna khana tha k pooray week k liay kafi tha...
usi waqt wo kutta bhi ande rchala gaya k shayad kuch hadian neechay giri howi ussay bhi khanay ko mil jain aur 3 din ki bhook ka khatma hojai...
lekin usu waqt ussay aik zordaar laat mari aik insaan nay aur maarta howa bahar chor dia...
wo 3 din ka bhooka piaasa kutta... kia qusoor tha uss ka ? uss nay plate say koi boti to na maangi thi...:-( bass neechay giri howi choosi howi haddian hi to chunnay gaya tha na ...:-(
ps:
Mushaira agar raat kay 2 bajay shuroo ho to talluq hojata hay aabadi barhnay say :s
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
bus bus itna dukhe dastan na sunain ...
ajj kal k zamnay main insano kay jazbat ki qadar nahi to kutoon ko kon poochay
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
arrey insanoN ko maro goli tishkiyaooN...
asal insaan to Kuttay haiin aaj kal kay zamanay main ... :-)
just be like a kutta and u will get it ... :s
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
Lahola wala qoowata illah billah
intayhaye namaqool bat kee app nay ..app STHYA gayain hain kia
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
Lahol nai parho, sab 'insaan' bhaag jaingay :s
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
app to abhi tuk yaheen hain yane u r not...............?
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
baray arsay baad yaha aya hoon
.
.
.
.
wat’z hot in here?![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
same here
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
start liking them q k dil tou uss k pass bhi hota hai;)
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
i hate when dogs sniff my shoes:bummer:
and i hate them when they try lickin ur face wit their saliva and to defend urself u have to give ur jacket sleeve to lick instead:disgust:
![]()