--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

^-- q ?
Kia totay insaan nai hotay ? Kia kuttay totay nai hotay ?
Kia kuttay aur totay kay khoon ka rang different hota hay ?

Kia toton aur kutton kay jazbaat alag alag hotay ?

Kia kisi Sardaar kay lateefay par tota hansta hay aur kutta rota hay ?