Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Harr insaan main aik kutta chupa baitha hay
Aur har kuttay main do teen insaan chupay baithay hain…
Bewafai to totay aur insaan ka kaam hay meri jaan… yeh beecharay wafa shuaar kuttay kia kisi say bewafai karaingay… yeh to paida hi wafa k liay howay hain ![]()