Koyal
1
***
kushi ka lamha rait tha so hath se phisal gaya
wo chodhwin ka chand bi andhairi shab maiN dhal gay’aa
hai wasaf us k pass ye badal saky har aik shay
so mujh ko be badal de’aa aur aap be badal gay’aa
machal raha tha dil bohat so dil ki baat man li
samajh raha hai na-samajh k daa’oo us ka chal gay’aa
samajh lia ay’ham nahi maiN us k wastay magar
nazar phir us se mil gaa’ee ye dil k phir behal gay’aa
ajeeb mera aks tha utar k us ki aankh maiN
san’waara mujh ko is tarha k aa’eyna hi jal gay’aa***
Azad
3
ajeeb mera aks tha utar k us ki aankh maiN
san'waara mujh ko is tarha k aa'eyna hi jal gay'aa
Wah
Daagh
6
bahot barhiyaaaa koyal jee 

wow beautiful ghazal :k:..
wah wah Koyal - as usual beautiful :)
Koyal
12
wowwww & hmmmmmmmmmmm tabieat tu theek thei na ap ki wah kartey hwuey

Koyal
13
v thanks LOGO…
wo aiey thread maiN hamari khuda ki qudrat
kabi hum un ko kabi dar k marey un k coat ko dekhtey haiN

Koyal
14
[QUOTE]
*Originally posted by Rukhsarbibi: *
wah wah Koyal - as usual beautiful :)
[/QUOTE]
thanks bibi g ..:)...wesay bibi g aik baat tu batian agar ap bura na manaien tu ap hainkon i mean pahlay kia tha ap ka nick :)
Koyal
16
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
b0hat khOOb... :)
[/QUOTE]
so tu haiN na hum ..:)
Koyal
19
bohat thanks..:)and cutes..