Tum pounch ta ho mouj say baraey rasoul key
Pewasta un kay nam say sarey khudai hai
Karta khuda aazal o abad say bus aik kam
Hai Un pa behjta woh doroudo salam khoud
Deen o makan ko sounp kay maray rasoul ko
Befir ho gaya hai Woh malik sarey khudaei ka
Kuon na mai dil say un ko rasoul e khuda kakoun
Jub un ko uss na sounp dei ketab e khudaei khoud
Beahtaeh houn iss yaqeen say jannat melay moujhay
thama hai kouch iss teranh main a damane rasoul
Sub kouch fida hai un pa or aalay rasoul per
So gam hai na iss per kay hai ghourbat key zindagey
Befikr houn, sokoon e qalb hai, hai eshq e Mustafa
Woh sath mera dein ga dein o dunya mein her gahreh