Kunwan, Ra'hut aur Jogi

Re: Kunwan, Ra’hut aur Jogi

mujhe to in meN so koii ek bhii ek aaNkh nahiiN bhaatiiN…Hema Rekha aur Madhuri to ab autiyoN kii bhii stage se guzar chukii haiN! :smiley:

hahaha…bhaiye, ab to bas ‘KhowaaboN pe hii guzaaraa’ hai! :smiley: vaise, Khowaab to sabhii ‘rangeen’ hote haiN magar maiN to ‘black N white’ pe bhii guzaaraa kar letaa huN kiuN k banda-e-naa_cheez qinaa’at pasand hai! :smiley: :cb: