**
Kuhc ishq tha kuch majoobri thi so main ne jeevan waar diya
Main kaisa zinda aadmi tha ik shaks ne mujko maar diya
Yeh saja sajaya ghar saaqi meri zaat nehi mera haal nehi
Aai kaash kabhi tum jaan sako jo uss sukh ne aazaar diya
Woh ishq bohet mushkil tha magar aasan na tha yuun jeena bhi
Uss ishq ne zinda rehnay ka mujay ziraf diya pindaar diya
Ik sabaz ghulaab shaakh ki thi, ik duniya apnay pyaar ki thi
Woh ik bahar jo aayi nehi usskalieh sab kuch haar diyaa
Woh yaar hon ya mehboob meray ya kabhi kabhi milnay wale
Ik laazat sab kay milnay main woh zakaham diya, ya pyaar diyaa