kuchh to log kahteiN haiN...

kuchh to sunkay haiN hastay to kuchh haiN rotay teray meray qissay ab bhi haiN galiyoN meiN hotay kuchh tujhay mujhay ilzaam detay haiN kuchh tujhay mujhay nakaam kehtay haiN teray meray qissay logoN kay zubaan per aam rehtay haiN kuchh tujhay bewafaa kehtay haiN kuchh mujhay bewafaa kehtay haiN ishq kya balaa hai, log tera mera naam lekay kehtay haiN kuchh log tujhay badnaam kartay haiN kuchh log mujhay badnaam kartay haiN lekin ishq kay naam per dono ko salaam detay haiN kuchh log teray qabar per aatay haiN kuchh log meri qabar per aatay haiN hum phir jee uTheNgay ek doojay kay liye yeh dava karkay jaatay haiN

Re: kuchh to log kahteiN haiN…

:k:

Re: kuchh to log kahteiN haiN...

nice 1:)

Re: kuchh to log kahteiN haiN...

galio mai kisay...not a good thing bro*nono*

Re: kuchh to log kahteiN haiN...

Nice !!

Re: kuchh to log kahteiN haiN...

galion main mean ( galion mein logg discuss karte hein qise)...........

Re: kuchh to log kahteiN haiN…

:k:

Re: kuchh to log kahteiN haiN...

V nice :)