**well, bhaiyo… mere khayal main agar kuchh mazah shairi main bhi ho jaye tu…? kia khayal hay? agar pasand aye tu mera sath zaror dijiye ga, shukria:)
Tu shoro karen…
**Zamane bher ki ruswai degai hey mujhe
Itni menhat ki ye kamai de gai hey mujhe
wo lafz jis se hota nahi kuch hasil
wohi ik lafz BHAAIIIII De gai hey mujhe
Re: kuchh Aap keliye...
unki gali say guzray, ajab ittefaq tha
unhon ne phool phainka, gamla bhi sath tha
Re: kuchh Aap keliye...
**bhains rakhne ka takalluf hamse ho sakta nahin
ham ne sokhe doodh ka dabba jo hai rakha hua
ghar main rakhain ghair mehrm ko mulazim kis liye
kam karne ke liye shohar jo hai rakha hua **
Re: kuchh Aap keliye...
**Gar cheh woh zard-o-sard hay kaghan ki tarah
Laikin mizaj uska hay Multan ki tarah
Izhar-e-ishq main bhi akad foon nahin gai
woh khat bhi likh raha hay chalaan ki tarh
Luqma halal ka mila jo Ehelkar ko
Uss nay chaba ke thook diye paan ki tarah
Jab say bahoo ka raj hay, shohar kay waledain
Ghar main paday hein faltoo samaan ki tarah....**
Re: kuchh Aap keliye...
**Tera mera Sadiyan da vair aye
Tu Lang ja... sadi kheir ay!!
Mein ghar gaya to laga tha Tala
Jalney waley ka monh Kala.*...
*
*
Band karo ye Star Plus ka Show
Horan do te rastaa lo....
Mehangai ne pora Pakistan hilaya.**
Jinhen maa no staya ... oney Riksha hi Chlaya.***
Re: kuchh Aap keliye…
Thanks for sharing chandatara.
Just to let you know there is a poetry forum, so if you would like to share further poetry feel free to look there. http://www.paklinks.com/gs/poetry/ 