Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Iss eid pe lot k aa jana,
Kuch yadein taza krni hai
k
uch taray torr k lanay hain,

Wo masti or wo madhoshi,
Wo bachpan morr k lana hai,
Ab dil ko dil ki dharkan se,
Phir eid mubarak kehna hai,
Ab sath boht din rehna hai,
Iss eid pe lot k aa jana,

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Koyal aur nazm? :halo:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

xabardast

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

kabi kabi aisa b hota hia mods ki shakal dekhnay k leay :stuck_out_tongue:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

wow…beautiful poem koyal :k:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

thanks smile :slight_smile:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

nice one.......but khuwab khuwab he hotay hain :p

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Nice. :lajawab:

waisay aap aasmaan say taray kyun torr rahee hain, becharay musafir kya karein gey.

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Aur aap ka apney baarey meiN kya khayal hey :confused:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

apnay baray main khaylaat bohat he achay hain, mod nazar aien tu hamaray khayalaat ko b janay na :frowning:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

thanks ehsan g …koi baat nahi itnay b nahi toray k musfir rasta bhool jain wesay tar ay dobaRa ugh jatye haiN :stuck_out_tongue:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

thanks nice ap ktnay nice ho k u like my nazam :)

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Nice.

how positive :D cute.

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Koyal as usual a nice collection :k:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

khobsoorat nazm hai

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

again xabardast :cb:

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Zabardast Choice Koyal:)

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

thanks muddi g

Re: Kuch yadein taza krni hain,kuch taray torr k lanay hain,

Ye excuse aur kitney saal istimaal kareiN gi aap? :)