Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

sadaf yaar
mai nay na aaj barray kaam kiye.
gs pay nahi aaye sara din. :blush:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

go to pakistanvision.com and from left menu select “films” and watch the movie Ainah :omg:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

bari meharbaani aap ki :rolleyes:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Join the Ignored Hearts Club :hugz:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Kidher? :hmmm:
meray paas to hareem hai

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

:vivo: yeh kia bala hai?

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

ab poori movie daikhon ek ganay aur scene k liye?

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

aap tau khamakha sharminda karti hain. :blush:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

lo dil ke paass hoon naa :emmy:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

magar aap sharminda hoti nahin :blush:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Ohhhh :smiley:

Acha tabhi main kahoon ke meri heartbeat kion itni slow ho gaie hai :frowning:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

I feel Ignored :teary2:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...

woh meri waja se nahi hai woh to tum jab larti ho naa tab slow ho jaati hai

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

ab pata laga ke mujhay kia feel hota hai hamesha :bailan:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

lein ji do goliyaan midol (for pms) ki khaaein inshallah affaqa ho gaa

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

:vivo:
kis se?:naraz:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

mujh saY aur kiss saY :blush:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...

chalo yaar tum log larr mar lo
mai jati hoon sonay.

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

baRi mushkil saY INBOX maiN jaggah banni hai :naraz:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

:naraz: jao

AQ - kia tum nahin lartay mujh se :grumpy: