*****kisi ki zindagi sey yun na khailo kah woh zindage ka matlab bhool jaye
kisi bewafa sey itna pyaar na karo kah woh pyaar ka matlab samajh jaye
*****Jinki yaad hai dil me nishaani ki tarah,
Woh to bhool gaye humain kahani ki tarah
*****Haal-e-dil ab kya sunaayen
Gum-e-judaai mein dooba hai
Bas ek baar keh dijiye
Hum aapki Mehbooba hain
*****Mere jeenay kay liyah tera armaan hi kaafi hai
DIL ki qalam sey likhi yeh daastan hi kaafi hai
Tir-e-talwar ki tujhay kya zaroorat e-Nazneen
Qatal karnay kay liyah teri muskan hi kafi hai
*****Udasiyo kay moujh talay att gayea hooN
Main kitnay tukrooN main batt gayea hoon
Tanhaye maiN bhi Jinay nahi deta ik kohraam mojhe
Gila logoN ko yeh maiN doniya say cutt gayea hooN
*****Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain
Par Dilon Ke Shahar To Ujarte Nahi
Aankhon Se Aankhon Ka Rishta Tut Jaye Bhi To
Saath Dekhe Hue Khwab To Mit Te nahi