Aahista chal zindagi, abhi kaee qarz chukaana baaqi hai
Kuch dard mitaana baaqi hai, kuch farz nibhaana baaqi hai
Raftaar mein tere chalne se kuch rooth gaye kuch chooth gaye
Roothon ko manaana baaqi hai, roton ko hansana baaqi hai
Kuch hasrattain abhi adhoori hain, kuch kaam bhi aur zaroori hai
Khwaahishain jo ghut gaeen is dil mein, un ko dafnana baaqi hai
Kuch rishte ban kar toot gaye, kuch judte judtre chooth gaye
Un toote-choothe rishtoon ke zakhmoon ko mitaana baaqi hai
Tu aagay chal mein aata hun, kya chor tujhe ji paaunga
In saanson per haq hai jin ka, un ko samjhaana baaqi hai
Aahista chal zindagi, abhi kaee qarz chukaana baaqi hai … !
2 Likes
LP
2
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~

Welcome back
pktun
3
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Ye sare qarz utaarne tou mushkil hi lg rhe hain 
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Very Nice
Lamhay
5
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Heart touching 
Lamhay
6
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
I didn’t realise it was posted by you Amarbail but Each and every word touches my heart so beautiful .
2 Likes
LP
7
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Welcome back. Have heard quite a lot about you. It’s great to see you back here.
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Welcome back..
Plz be a regular visitor..
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Zahay Naseeb Lamhay, aap ne is kaabil samjha, bahut shukriya !!!
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Hmmmm Interesting, waise kya kya sun rakha hai LP aap ne Lamhay ke baare mein? Humein bhi bataaeyey … 
Lamhay
11
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Well LP Thanks but ap nay Kia sun rakha hai meray baray main?


Lamhay
12
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Thanks you know busy life and job stuff can’t be regular sorry but in touch always 
IS
13
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
^^ 
Lamhay
14
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Ye Kis k liye wave hai ???
IS
15
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
welcome back wala wave tha 
Re: ~~ Kuch Rishtay Ban Kar Toot Gaye ~~
Zabardast
One- day bhi popular tha!