Re: kuch nazmein
buhat he shandaar choice specialy 1st one
tum say milnay ka vaadaa tha jee karta tha jaisay mujh ko tarpati ho wesay he tum ko trpaon tum say aj na milnay jaon lekin aj bhi dekho! janaa meri mohabbat, meri zidd say JEET GAYI HAI
:) nice