kuch nazmein

Re: kuch nazmein

ohhh barish
i luv rainin
yaha nahi hoti

laakh doori ho magar ehad nibhatay rehna
jab bhi barish ho mera soag manatay rehna
tum gayay ho to sar-e-shaam yeh adat thehri
bass kinaray pay kharay haath hilatay rehna