Re: kuch nazmein
kuch or yaad aaya hai aap ke nazar kar rahi hoon i hope k aap ko pasand aye
**meri aur uski ankhein **
**kitni milti julti hain **
**ik jaisee rengut walee hain **
**farq hai to bus itna sa **
**meri aankhaon mein **
**rung hai uska **
uski aankhain khyalee hain!