Re: kuch nazmein
ek or nazm hai socha yahin share kar doon umeed hai pasand aye gee
Barishon k mosam mein Tum ko yaad kerney ki aadatein purani hain Aub ki baar socha hai k Aadatein badal dalein Phir khayal aya k Aadatein badalney se **Baarishain nahi rukti... **
short but buhat achi
one of ma fav