Re: Kuch Nazmain, Meri Diary Se..
Bina Solid Baat K Mein Kuch Nahi Keh Sakta Sahab !
Majeed Amjad Iqbal K Paye K Shayar Thay Apnay Ghar Mein Murda Paye Gaye Kuch Din Baad Kiisi Ko Maloom He Nahi Tha Aur Unki Poetry Jab Shaya Ki Gayi To Logoon Ne Unhein Jaana Aur Maana Bhi Aur APKE wasi shah Inki He Aik Ghazal Chori Karnay K baad Shayar Ban Gaye Hain !
Bakwas aur Ganda Likho Aur Books Pe Books Nikalo Aur Note CHaapo Shayari Ki Asal Ruuh Kya Hai Inko Kya Maloom !
Lijiye Mulahiza Farmaiye