Terey na honay sey kuch Bhi nahin badla. .
Bs jahan dil hota tha wahan ab dard hota hai.
Terey na honay sey kuch Bhi nahin badla. .
Bs jahan dil hota tha wahan ab dard hota hai.
Re: Kuch nahin badla ..
dil dia dard lia ![]()
Meena Kumari ki yaad main
Re: Kuch nahin badla ..
Soda mehnga betha ...kisi khatoon se mashvara ker leyna thaa ..unhain choona lagney per bhi dukh nahin hota :D
Re: Kuch nahin badla ..
badal to gya
dil ki jaga dard ne ly lee
Re: Kuch nahin badla ..
pata nahi kyun ye shair pher ker buahhaahhahah ker ke hansi chot gayi ![]()