Kuch loug bohat yaad aaate hain

jab yaad ka album kholoon tu kuch loug bohat yaad aate hain
main apna bachpan sochoon tu kuch loug bohat yaad aate hain

ab jaane kis nagri main ja kar soiay howe hain barsoon say
main raat gaiay tak jagoon tu kuch loug bohat yaad aate hain

kuch batien thi pholoon jaisi, kuch khushboo jaise lehje thay
main sehan-e-chaman main tehloon tu kuch loug bohat yaad aate hain

jab panchi lout kar aatay hain aor shaam ki lali parhti hay
main jheel kinare baithoon tu kuch loug bohat yaad aate hain

in ulti seehdi raikhaoon ko pehron choma karte thay
main apni hathaili daikhoon tu kuch loug bohat yaad aate hain

wo pal bhar ki narazgiyaan aor maan bhi jana pal phar main
ab aksar khud say routhoon tu kuch loug bohat yaad aate hain

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

Bohat umda imran bhai :k:

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

:bummer: wesay koN hia KUCH maiN shamil :slight_smile: V nice sharing :slight_smile:

Muslan Kun Kun:)

P.S Nice Shairing:)

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

"in ulti seehdi raikhaoon ko pehron choma karte thay
main apni hathaili daikhoon tu kuch loug bohat yaad aate hain"
*
*
very niceeeee.......*
*

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

very Nice

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

:blush: etna yad nehe kero :stuck_out_tongue:

:asa:

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

Zabardast . . . .

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

buhut khooob

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

very nicely written Is.....fabulous sharing

Hian kuch loug :bummer:

muslan X, Y, Z :stuck_out_tongue:

main kab karta hon khud yaad a jate hain :barbie:

Thanks Every one :slight_smile:

wah!

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

^ sukriya snooty

un kuch lougoon main aik aap bhi hain *snooty

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

:ASA:

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

^ :aq:

:barbie:

Re: Kuch loug bohat yaad aaate hain

:mocking: