kuch loog

kasay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
jisam ki thandi si
tareek sayaah qaber ke ander
na kisi saans ki awaz,na siski koi
na koi aah , na jumbish , na hi aahat koi
aisay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
un ko dafnanay ki zehmat bi uthana naheen perti

:teary3:

ok now diz iz very depressing.. :hoonh:

:)

wah ji wah:k:

sigh kya karain biru, zindagi hai na :slight_smile:

very nice :k:

very nice:k::k:

:k:

Ya hee mohabat hai....

Re: kuch loog

[QUOTE]
Originally posted by guybrush: *
kasay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
jisam ki thandi si
tareek sayaah qaber ke ander
na kisi saans ki awaz,na siski koi
na koi aah , na jumbish , na hi aahat koi
**aisay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
un ko dafnanay ki zehmat bi uthana naheen perti
*
[/QUOTE]

"Aisay hee kuch loag mar kar amar hojaatay hain, apni zindagi main aisay aisay kaam kar jaatay hain jo unko hamesha kay liya zinda-e-jawaid kar daitay hain"

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ya hee mohabat hai....
[/QUOTE]

lagta hai azmaee hoee hai;)

:k:

Re: kuch loog

[QUOTE]
Originally posted by guybrush: *
kasay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
jisam ki thandi si
tareek sayaah qaber ke ander
na kisi saans ki awaz,na siski koi
na koi aah , na jumbish , na hi aahat koi
**aisay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
un ko dafnanay ki zehmat bi uthana naheen perti
*
[/QUOTE]

Very Nice,Thanks for sharing guybrush:)

Thankyou everyone :)

sad one :teary1: