Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:shikra:

:snooty: zara ghor say dekhiye apne daein bayeen

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

kyon :emmy:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:teary1:mustaqbil ki malikah ap ne bhi ghoor na kiya
aap ko to hum ne pegham main bhi likh bheja tha

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

kuansa paighaim?:aq:

aur kis malika ko likha :emmy:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:teary1: aap ne ghoor say nahi parha

ab apnay moonh say kaisay bolein:hmmm:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

jaise moonh se boltay hain :emmy:

waise boliye :chai:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:shikra: kabootar ja ja ja
Kabootar ja ja ja
pehlay pyar ke pehli chitti sajan ko de aa

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

tum sajan ko dhoond rahe ho :eek:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:shikra: hamari hindi itni mazboot nahi hai
dhoond to hum aap ko rahe hain

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:omg:

muje kyon dhoond rahe the :hoonh:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:hmmm: kyunkeh aap to humein kabhi nahi dhoondti:teary1:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

aur mein dhoondu kiskeh liye

muje milgaya hai jise muje talash thi :phati::jano:

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:aq:aap kehna kya chahti hain?

Re: Kuch log yahan par kuch bhool rahe hain

:smilestar: kaan kholo ge to sunai aur samaj dega :emmy:

this is ‘no entry’ thread for us :fatee:mein ja rahi hoon