Re: Kuch la haasil nahin...
****bohot khoob ...shaadi kay bad kuch zyada hee pur josh naho ho gayee : D
**
[QUOTE]
Ghaafil ka to jeena bhi aur marna bhi aik hai,
Jis sai ho tu bedaar woh asraat pata kar,
[/QUOTE]
**
ghafil ka to jeena or marna hay barabar
jis say ho Rooh baydaar woh Razz pata kar
whats about it ? khamkha main app k shair main taang ara dee mainay : )