Neend Yon Bhi Kahaan Judaai Main
Us Pe Khatmal Hain Chaar Paai Main
Saamney AAein To Dulhan Ban Kar
Jaan DeDongaa Munh Dikhaai Main
Kkush Hueen Unki Maan Bhi Ab Kya HAI
UnGliyaan Ghee MAin Sar Kadhaai Main
Nahin Chechak Ke Daagh Us Rukh Par
Makkhiyaan Lipti Hain Mithaai Main …
Re: Kuch Khtaa

Usse dekhne se pehle jaan mat di jiye ga ok!
by the way aap loh hansssssssss kaiko rahe ho :)
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
by the way aap loh hansssssssss kaiko rahe ho :)
[/QUOTE]
Bas awain hi hansi nikal gati ;)
[QUOTE]
*Originally posted by KhamoshNigahein: *
Bas awain hi hansi nikal gati ;)
[/QUOTE]
Hansi nikal GAYI, i mean
[QUOTE]
*Originally posted by KhamoshNigahein: *
Hansi nikal GAYI, i mean
[/QUOTE]
hmmmmm koi baat nahin hota hai kabhi kabhi ;)
Re: Kuch Khtaa

KhatmaloN Ka Ilaj AasaN Hai
Hum ko YadieN DasaiN Judai MeiN

Array 
Ye Wohi Tou NaheeN Jis Ke Baaray MaiN " TAHA KHAN " sahib ne Farmay hay..
Sunna Hay Din Ko Ussay MakhiaN Satati HaiN
Sunna Hay Raat Ko Ullo Thehar Ke Dekhtay HaiN