kuCh Khawab Suhane Toot gaye ...!!!

**Kuch Khawab Suhane Toot Gaye,
**
**Kuch Loog Puranay Rooth Gaye, **




**Kuch Zakhm Lagay Thah Cehray Per,
**
**Kuch Ander Se Hum Toot Gaye, **




**Kuch Hum Thah Tabiyat Ke Sada,
**
**Kuch Loog beganay Loot Gaye, **




**Kuch Apno Ne Badnam Kiya,
**
Kuch Ban Afsanay Jhoot Gaye.



Re: kuCh Khawab Suhane Toot gaye ...!!!

masha allah.......aay.......aur chhaagy.......good

Re: kuCh Khawab Suhane Toot gaye ...!!!

:) aCha ge Bundlle or Thanks Janab