mera aik sawaal hay, ya shayad yeh jawaab hay … :s
wo yeh kay when some one post some ghazal or shayr, if they have questions in it, then why people still say ‘wah wah’ ?
Arn’t we suppose to give answers, suggestions ? :s
I mean dukhi insaniat ki khidmat karni chahyay, nakay un ki haan main haan milani chahyay ? :s
I mean if some one is crying, kay:
JiayN to jiayN kaisay? Bin aap kay!!!
then asnwer should be the suggestions, not that we say ooh very nice, wah wah and etc … :s
beechara / beechari pehlay hi stayay howay hain, bajai un ko zindagi ka rasta dikhain, ham khud un kay sath chalna shuroo kar daitay hain …
ok fine… me off, it might be called shairi… but still…
Pakeeza,
dikhiay main aap ko sochnay ka time nai doonga, q k yeh aik kafi mushkil kaam hay, iss liay aap iss ko aik sawaal samjh kar 'fatak' say jawaab day dijiay :-p
Anwaar,
iss qom ka kuch bhi to nai hosakta ... yani forunn apni 'wah wah' ki dukaan yahan bhi khol li, yani kay had hi kar di aap nay, lahola wala ...
Nikami-etc,
aik to aap ka name bhi bara khatarnak hay, shuro to theek hay lekin khatam baray vakhri style main hota hay, kehtay howay dar lagta hay k kaheen Dadi nay parh lia to meri hi charii hogi and meri hi peeth, ...
nai ji yeh Anwaar aik shaitaan ka name hay, aap koshish kijiay zara iss shaitani ko samjhnay ki :-p
waisay saaray hi nikammay hain, koi bhi jawaab nee daita menu ko :-(
jao main nee bolta kisi say bhi ... narazed
aik to kabhi kabhi yahan par 'post'ta' hoon and ...
Then... unkoo lay aayain aur jee laiN... Aur agar mumkin nahi tu sabar kerain! Wu bhee nahi ker saktay tu Allah Allah kerain... Sounds about right for ur age too ;)
**