system
1
Tumharey sheher ka mousam bohat Suhana lagey
main aik shaam chura loon ager bura na lagey
jo doobna ho tu itney sukoon se dobou
k aas paas ki lehrooN ko bhi pata na lagey
kuch is ada sey meray saath bay-wafaai ker
k terey baad mujhe koi bay-wafa na lagey
hamarey pyaar sey jalney lagi hai aik duniya
dua karo kissi dushman ki bud-dua na lagey
tumharey bus main ager ho tu bhool jao humain
tumhey bhulaney main shyed humain zamana lagey
***** Vivacious *** **
Bahut khoob :)
Re: kuch is ada sey meray saath bay-wafaai ker ……….

excellent!!:k::k::k::k:
thanks for sharing but if u can then plz tell me the poet name.
Azad
7
[QUOTE]
.kuch is ada sey meray saath bay-wafaai ker
k terey baad mujhe koi bay-wafa na lagey .
[/QUOTE]
Suda jo tera haal hay aisa to nahi woh
nikii
8
Re: kuch is ada sey meray saath bay-wafaai ker ……….
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
Tumharey sheher ka mousam bohat Suhana lagey
main aik shaam chura loon ager bura na lagey
jo doobna ho tu itney sukoon se dobou
k aas paas ki lehrooN ko bhi pata na lagey
kuch is ada sey meray saath bay-wafaai ker
k terey baad mujhe koi bay-wafa na lagey
hamarey pyaar sey jalney lagi hai aik duniya
dua karo kissi dushman ki bud-dua na lagey
tumharey bus main ager ho tu bhool jao humain
tumhey bhulaney main shyed humain zamana lagey
[/QUOTE]
nice :)
system
9
taerae wadoon pae kahaan tek maera dil fareb khae
koi aesa kar bahana, maeree AAS TOOT JAAEY
awesome vivacious, its beautiful.