hum chehal kadmi ko gae the.wahan hum ne ek zakhmi zakootar dekha. os ka laho beh raha tha .Humein os pe bohat taras aaya. Shayed kisi pathar dil admi ne is ka shikar kiya tha:mad:
Hum ne osi waqt Hakeem sahab ko hazir honay ka hukm diya.Hum aur Hakeem Sahab do din tak wahan khaimay laga kar rahe jab tak Kabootar sehatyaab na ho gea.
phir hum ne is ko ura diya.Magar jab mehal wapis aye to tab say dil main afsoos sa hai keh hume ne kyun na os ke nehari banwai .