Kuch dair hanstay hai

Chalo Kuch Dair Hastay Hain …
Muhabbat par Inayat par …
K b-bunyad baten hain …
Sabhi rishtay Sabhi Natay …
Zarurat ki Hain Eejaaden …
Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastay jana …
K sub hai Phair lafzoon ka …
Hai sara Khail herfon ka …
Nahi hai mehboob koi b …
Sabhi Jumlay say kastay hain …
Chalo Kuch dair Hastay hain …
Usi ko Yaad kertay Hian …
jisay hum Zeest Kehtay hain ..
K lena Sans Bin jis k …
Humain Ik Jurm Lagta Tha …
Bala ka taiz Lagta Tha …
Jo Saya Bun k Rehta Tha …
Juda Ab Us k rastay hain …
Chalo kuch Dair Hastay hain

Re: Kuch dair hanstay hai

Wow:k:
Zaroorat ki hain eejaadain(reminds of a dear frnd)

:lajawab:

Chalo Kuch dair Hastay hain …

Usi ko Yaad kertay Hian …

jisay hum Zeest Kehtay hain ..

K lena Sans Bin jis k …

Humain Ik Jurm Lagta Tha …

Bala ka taiz Lagta Tha …

Jo Saya Bun k Rehta Tha …

Juda Ab Us k rastay hain …

Chalo kuch Dair Hastay hain

Re: Kuch dair hanstay hai

Nice sharing diya. :k:

Waqai kabhi kabhar kisi ke hisse main aisi muhabbaten aati hain. :frowning:

Re: Kuch dair hanstay hai

Wonderful yaar

Re: Kuch dair hanstay hai

Chalo kuch dair :k: