kuch Bisskutt..

aisay hotay hain kay agar unn ko chaiey main diboya jaiey tu buhat jaldi toot jatay hain aur moo tak poohanchnay say pehlay hi girr jatay hain - ya tu chaiey kay cup main ya phirr aap kay kaprooN par :mad:

aur kuch bisskutt aisay hotay hain jinn ko adha adha ghanta cup main dibbo kar rakhoo laikin phirr bhi andar say geelay nahi hotay :naraz:

I just dropped a coconut bisskutt on my lap while trying to eat it :grumpy:

Re: kuch Bisskutt..

:rotfl:

aap paapay khaa liyaa karein naaaw :phati:

Re: kuch Bisskutt..

papay bhi kuch kam shararti nahi hotay :mad:

Re: kuch Bisskutt..

phir aap Makki ki roti aur Sarsoon ka Saag khaayaa karein.
baad mein bachi khuchi roti chai mein dabo li :phati:

Re: kuch Bisskutt..

*phir aaap 10 din k basi bund try karien :D *

Re: kuch Bisskutt..

apni tarkeebain na batayaa karo :emmy:
unckeeel ki aadat na kharaab karo - achaa

Re: kuch Bisskutt..

tallaa hua bund + makhan :love:

Re: kuch Bisskutt..

Post # one mai bilkul meri life story describe ki gaye hai. sharminda smile

Re: kuch Bisskutt..

du zakhmi logs :whistling:

Re: kuch Bisskutt..

mai nay pehli tarqeeb bataiee thi abi :bummer:

Re: kuch Bisskutt..

zakhmi aur nadeeda pan doo alag alag cheezain hain :whistling

Re: kuch Bisskutt..

Wese ziada gussa mujhe jo biscuit gir jatay hain
unn pay nahi aata.

Balkay jo aadhay aadhay ghantay baad bhi
apni original haalat mai barqaraar rehtay hain
unn pay aata hai. :mad:

Re: kuch Bisskutt..

unckeeel jee, magar logs tu wohi hain naaw :phati:

Re: kuch Bisskutt..

aap khud ko kis catagory mai shumar kar rahay hain?

Re: kuch Bisskutt..

:hmmm: is ka matbal hai k bishkut bhi log daikh kar hi apna kaam dikhaatay hain

Re: kuch Bisskutt..

joo bisskutt zyada akRaa hua hota hay
wohi subb say zyada gaRbar karta hay :frusty:

Re: kuch Bisskutt..

yea adaa yea naaz yea andaaz bishcut kaaaa
dheeray dheeray ->:frusty:ka bahaana bun gayaa :whistling:

:hmmm:

Re: kuch Bisskutt..

kitna khao gay pehlay k naam ki cheez ab biscuits

Re: kuch Bisskutt..

yea like im ABOUTTTTTTTTT to kha it aur kambakht ghir jata hai :naraz:

Re: kuch Bisskutt..

saaray paindo shaindoo akathaay ho gaye hain idhar :smack: