Kuch AwazaiN

Ungliyon ki pooRooN se
KhooN ki phhooT’ti dhaaRaain
mujko yea baatatii haiN

k baynaam is musaafat mein
haaTh mere zakhami hain
rooh mere gahyal hai

or dooBtiii yea saaNsain hain
or dobbtii in saanSoon ko
kuch rukhtee awazain hain

(A)

Re: Kuch AwazaiN

:(

Re: Kuch AwazaiN

yahan hospital mein kisi ko blood ki zaroorat hai 1 bottle bhej dain bhar ke jo ungli sey nikal raha hai :crying: