Kanto’n mein jo khilta hai, Sholo’n mein jo palta hai
Woh phool hi gulshan ki taarikh badalta hai
================================
Sahil ke tamashai har doobney waley par
afsosto kartey hein imdaad nahin kartey
================================
aa’maal ko dekhon to parwaaz ki jurrat nahin hoti
rehmat Teri dekho’n to sar-e-arsh khara hoon