Kuch Ashaar..

Meray Kuch Ashaar,

Maana Ke Mujh Ko Dard Ke Lamhay Azeez Hain
Lekin Na Raas Aye Khushi, Yeh Haal Bhi Nahin

–

Uss Ki Aankhon Main Kuch Aisi Haya Hai Ya’Rub
Jese Masoom Se Bachay Ki Dua Hotee Hai..

–

Rooh Main Meri Pyar Ka Teray Itna Hissa Shamil Hai
Jitna Zameen Pe Aab Ka Hissa, Jism Main Jitna Khoon

(Ahmer)

Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Ayen Ge..

Regards,