Kuch Ash@r

chalay meri dil ki duniya barbaat kar ka hum bhuhut roya gay tumhay yaad kar ka

zindagi guzartii je rahee hai meri in hee tanhayoo mein
tumhay meri yaad na kabhi sataya nahi in tanhayoo mein

ankhoon se meri ansoo bhehtay hai
kash ka kabhi tum na in ansooyo ko dheka hota

hum sub kuch bhoola saktay hain lakeen tumhara pyaar nahi
aur aik tum thay jis na humra pyaar bhoola diya aur kuch bhi nahi

kia pata zindagi raha na rahay meri
lakeen tum ko kabhi bhoola na paya gay

diya hum na jalaya tha tumharay liya
lakeen ab bhoojanay ka dar rahta hai humhay

dost miltey hain zingadi mein bohat
kuch reha jatey hain,kuch choor jatey hain
per dosti nebahney walay bohat kaam miltey hain
kuch tehrhr jatey hain aur kuch choot jatey hain

Re: Kuch Ash@r

waiting 4 ur comments.:)